Showing posts with label smile shayri. Show all posts
Showing posts with label smile shayri. Show all posts

Wednesday, 22 January 2014

Mashoor Hona Par Magroor Na Hona

Hindi Friendship SMSMashoor Hona Par Magroor Na Hona
Kamyabi Ke Nashe Main Choor Na Hona
Mil Jaye Sari Saynat Aapko Magar Iske Liye
Apnon Se Kabhi Door Mat Hona…..

Saturday, 23 November 2013

mushkrat shayari

kitni door nikal gaye hum riste nibhate nibhate,

humne khud ko kho diya apno ko pate pate,

log kahte h ki dard h mere dil me,
.
or hum thak gaye muskurate muskurate.
Photo: Paani se tasveer kahan banti hai,
Khwabo se taqdeer kahan banti hai.
Kissi bhi rishte ko sachche dil se
nibhao,
Kyunki ye zindagi phir wapas kahan
milti hai.
Kaun kissi se chah kar dur hota hai,
Har koi apne halaton se majbur hota
hai.
Hum to bus itna jante hai har rishta
Moti aur har dost Kohinoor hota hai... :-)

Arjun