Na ki dosti aapse kisi ke kehne se
na joda rista hmne apse ashko ke behne sehmne dekha aapke dil koaur pyar kiya apne dil ke kehne se. ..
Mashoor Hona Par Magroor Na Hona
Kamyabi Ke Nashe Main Choor Na HonaMil Jaye Sari Saynat Aapko Magar Iske LiyeApnon Se Kabhi Door Mat Hona…..
Good Bye Hamesha Ke Liye Nahi Hoti
Good Bye Ant Tak Nahi HotiGood Bye Ka Matlab Hai..Miss You.. Jab Tak Hum Dobara Na Mile!
जा SMS जा मेरे sweetheart के पास,
धीरे से जाना शोर न मचाना,busy हो तो चुप रहनाfree हो तो आई मिस यू कहना ..
Koi Rutha Hua Dost Aaj Bohut Yaad Aaya,,
Ek Guzra Hua Waqt Aaj Bohut Yaad Aaya,,Chupa Leta Tha Jo Mere Dard Ko Apne Seene Mein,,Aaj Phir Dard Hua To Wo Bohut Yaad Aaya....!!!
Kash is jaate hue waqt ko hum rok sakte,
apno ke saath guzra har lamha jod sakte,na jaane kitni yaadein jo apno ne di humein,kaash zindagi ko hum peeche mod sakte. ..
Mashoor Hona Par Magroor Na Hona
Kamyabi Ke Nashe Main Choor Na HonaMil Jaye Sari Saynat Aapko Magar Iske LiyeApnon Se Kabhi Door Mat Hona…..
Teri dosti ki inteha dekhna chahta hun
Ek tera dil jeetna ke liye is zindagi se haarna chahta hunDooba hun apne aansuo ke samandar me fir bhi shayadWo tera pyaar hi hai jisse apni pyaas bujhana chahta hun..!
Vishwas karna hum dosti apni nibhayenge,
Agar khuda bhi bulayega to kahe denge,Dost agar ijazat dega to hi aayenge…
Yeh dosti meri nahi hamari hai..
tabhi to sab rishton se pyari hai..zururi nahi doston se roz milna hai..tabhi to Shayari ka silsila jaari hai …
Intezar to ab bhi tumhara kiya karte hain,
Tumhare ane ki aas kiya karte hain,Hamari dosti hichkiyon ki mouhtaj nahi dost,Tumhe sanso ke saath yaad kiya karte hain…
Jab dosti ki dastaan waqt sunayega,
hum ko bhi koi shaks yaad ayega,tab bhool jayenge zindagi ke gamon ko,jab aap ke saath guzra waqt yaad ayega..