Showing posts with label Hindi Shayari Wallpaper. Show all posts
Showing posts with label Hindi Shayari Wallpaper. Show all posts

Saturday, 15 February 2014

Dosti shayari hindi

बादल चाँद को छुपा सकता है आकाश को नही…….
हम सबको भुला सकते है आप को नही…
hindi shayari wallpaper

Mere Dost tum bhi likha karo shayari hindi

मेरे दोस्त तुम भी लिखा करो शायरी
तुम्हारा भी मेरी तरह नाम हो जाएगा
जब तुम पर भी पड़ेंगे अंडे और टमाटर
तो शाम की सब्जी का इंतज़ाम हो जाएगा…

Wednesday, 22 January 2014

Mashoor Hona Par Magroor Na Hona

Hindi Friendship SMSMashoor Hona Par Magroor Na Hona
Kamyabi Ke Nashe Main Choor Na Hona
Mil Jaye Sari Saynat Aapko Magar Iske Liye
Apnon Se Kabhi Door Mat Hona…..

Saturday, 23 November 2013

sath nibhane ki shayri

Photo: Rishte to bante hai uparwale ki duniya me,
Hum to sirf rishte nibhana jante hai,
Pata nahi dusre janam ke bare me,
Par SATH aapka har janam me mangte hai..!!!
#AsgarRishte to bante hai uparwale ki duniya me,
Hum to sirf rishte nibhana jante hai,
Pata nahi dusre janam ke bare me,
Par SATH aapka har janam me mangte hai..!!!

saadgi shayri


Kis Kadar Khoob Thi Saadgi Aapki
Hume Aaj Bhi Yaad Hai Dosti Aapki
Jab Bhi Fursat K Lamhe Mile Hai Hume
Dil Ne Mehsoos Ki Hai Kami Aapki

Photo: Kis Kadar Khoob Thi Saadgi Aapki
Hume Aaj Bhi Yaad Hai Dosti Aapki
Jab Bhi Fursat K Lamhe Mile Hai Hume
Dil Ne Mehsoos Ki Hai Kami Aapki..#sanam

rutha dost shayari

Photo: Koi Rutha Hua Dost Aaj Bohut Yaad Aaya,,
Ek Guzra Hua Waqt Aaj Bohut Yaad Aaya,,

Chupa Leta Tha Jo Mere Dard Ko Apne Seene Mein,,
Aaj Phir Dard Hua To Wo Bohut Yaad Aaya....!!!Koi Rutha Hua Dost Aaj Bohut Yaad Aaya,,
Ek Guzra Hua Waqt Aaj Bohut Yaad Aaya,,

Chupa Leta Tha Jo Mere Dard Ko Apne Seene Mein,,
Aaj Phir Dard Hua To Wo Bohut Yaad Aaya....!!!

dosh shayari in hindi

Sad SMSLog Dubte Hain To Samundar Ko Dosh Dete Hain
Manzile Na Mile To Kismat Ko Dosh Dete Hain
Khud To Sambhal Kar Chalte Nahi
Jab Lagti Hai Thokar To Patthar Ko Dosh Dete Hain…

Tuesday, 12 November 2013

Motivation shayri in hindi

Motivational SMSMeri Manzil Mere Kareeb Hai!
Iska Mujhe “Ehsash” Hai!
Guman Nahi Mujhe Eradon Pe Apne…
Ye Meri “Soch” Aur “Hauslon” Ka Vishwash Hai!

Pyar ki Shayri nye andaz me

Love SMSTumhe Dil Main Basaye Rakhta Hoon
Aur Duniya Ko Bhoolaye Rakhta Hoon
Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye
Iss Liye Nazarein Jukaye Rakhta Hoon…

Friday, 8 November 2013

Kuch log peete hain gam bhoolane ko

Sharabi Shayari SMSKuch log peete hain gam bhoolane ko……
kuch log peete hain koi aur gam bhoolaane ko….
par ai dost ye kya………
hum to mahoal na milane ke gam mein peete hain…..