जा SMS जा मेरे sweetheart के पास,
धीरे से जाना शोर न मचाना,busy हो तो चुप रहनाfree हो तो आई मिस यू कहना ..
**~**~**Tumhein Bhi Waqt Ki ChokhatPe Neend Aa Hi Gai.....Palat Ke Tu Bhi Naa Aaya MeriKhushi Ki Tarah.... ;( **~**~**
Wo mere dil k zakhm seene bhi nahideti....Madhos bhi rakhti h aur peene bhi nahideti....
Kya wafao ki itni kadi saza h...
.
Marne se bhi rokti h aur jeene bhi nahi
deti...
Tum Ankhon Par Hath Na Rakho
Hum Khud Ojhal ho Jatay Hain
Ret pe naam kabhi likhte nahi...
Ret pe likhe naam kabhi tikte nahi...Tum kahte ho patthar dil hu main...
Patthar par likhe naam kabhi mit te nahi...
Palkon Mein Aansu Aur Dil MeinDard Soya Hai ,Hansne Walo Ko Kya Pata Rone WalaKis Kadar Roya Hai ,Ye To Bus Wohi Jaan Sakta Hai
Meri Tanhai Ka Aalam ,
Jisne Zindagi Mein Kisi Ko Pane
Se Pahle Khoya Hai . . !!
Meri Manzil Mere Kareeb Hai!
Iska Mujhe “Ehsash” Hai!Guman Nahi Mujhe Eradon Pe Apne…Ye Meri “Soch” Aur “Hauslon” Ka Vishwash Hai!
Zindagi Ek Khushnuma Haseen Pal Hain,
Palko Be Bune Khawabo Ka Kal HainJhuki Nazaro Ka Barkhuba Aanchal HainBas Mere Yaar Jaan Le Yahi Zindagi Hain…
Manjil Insaal Ke Hausle Ajmati Hai..
Sapnon Ke Parde Ankhon Se Hatati HaiKisi Bhi Baat Se Himmat Na Harna…Dhokar he Insaan Ko Chalna Sikhati Hai..!!
Tumhe Dil Main Basaye Rakhta Hoon
Aur Duniya Ko Bhoolaye Rakhta HoonTumhe Meri Nazar Na Lag JayeIss Liye Nazarein Jukaye Rakhta Hoon…
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho GayaZubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya…
Muddat se door the hum tum,
ek zamane ke baad milna acha laga.sagar se gehra laga aapka pyar,tairna to aata tha par doobna acha laga….
Ye Ishq walo ki kismat buri hoti hai,
Har mulakat judai se judi hoti hai,Kahi bhi dekh lena Azmakar,Sacche pyar ko judai hi naseeb hoti hai…
Tum aaye zindgi me kahani ban kar,
Tum aaye zindgi me raat ki chandni ban kar,Basa lete hai jinhe hum aankho me,Wo aksar nikal jate hai aankho se paani ban kar… :(
Har baat samjhane ke liye nahi hoti,
Zindagi aksar kuch paane ke liye nahi hoti,Yaad aksar aati hai aapki,Par har yaad jatane ke liye nahi hoti…