Showing posts with label Bewafa Shayari SMS. Show all posts
Showing posts with label Bewafa Shayari SMS. Show all posts

Saturday, 15 February 2014

जाने कभी गुलाब लगती हे

जाने कभी गुलाब लगती हे
जाने कभी शबाब लगती हे
तेरी आखें ही हमें बहारों का ख्बाब लगती हे
में पिए रहु या न पिए रहु,
लड़खड़ाकर ही चलता हु
क्योकि तेरी गली कि हवा ही मुझे शराब लगती हे

Wednesday, 22 January 2014

TATA Shayari sms

Farewell SMSGood Bye Hamesha Ke Liye Nahi Hoti
Good Bye Ant Tak Nahi Hoti
Good Bye Ka Matlab Hai..
Miss You.. Jab Tak Hum Dobara Na Mile!

Barish sms shayari

Dosti SMSA barish zara tham ke baras,
Jab mra yaar aa jaye to jam ke baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki woh ja na sake…

Saturday, 14 December 2013

मे तोड़ लेता अगर तू गुलाब होती

Imageमे तोड़ लेता अगर तू गुलाब होती
मे जवाब बनता अगर तू सबाल होती
सब जानते है मैं नशा नही करता,
मगर में भी पी लेता अगर तू शराब होती!

Saturday, 23 November 2013

gam se bari shayri

Photo: Na milta gam to barbaadi ke afasaane
kaha jaate,
Duniya agar hoti chaman to wiraane
kaha jaate,
Chalo acha hua apno me koi gair to
nikla,
Sabhi agar hote apne to begane kaha
jaate.Na milta gam to barbaadi ke afasaane
kaha jaate,
Duniya agar hoti chaman to wiraane
kaha jaate,
Chalo acha hua apno me koi gair to
nikla,
Sabhi agar hote apne to begane kaha
jaate.

saadgi shayri


Kis Kadar Khoob Thi Saadgi Aapki
Hume Aaj Bhi Yaad Hai Dosti Aapki
Jab Bhi Fursat K Lamhe Mile Hai Hume
Dil Ne Mehsoos Ki Hai Kami Aapki

Photo: Kis Kadar Khoob Thi Saadgi Aapki
Hume Aaj Bhi Yaad Hai Dosti Aapki
Jab Bhi Fursat K Lamhe Mile Hai Hume
Dil Ne Mehsoos Ki Hai Kami Aapki..#sanam

Sharabhi sayari

Photo: Wo mere dil k zakhm seene bhi nahi
deti...
.
Madhos bhi rakhti h aur peene bhi nahi
deti...
.
Kya wafao ki itni kadi saza h...
.
Marne se bhi rokti h aur jeene bhi nahi
deti...

Arjun
Wo mere dil k zakhm seene bhi nahi
deti...
.
Madhos bhi rakhti h aur peene bhi nahi
deti...
.
Kya wafao ki itni kadi saza h...
.
Marne se bhi rokti h aur jeene bhi nahi
deti...

forgeted shyri

Dard ShayariBhul jana use jo tumhe bhula de,
Mat dekhna use jo tumhe Rula de,
par kabhi na hona dur uss shaksh se,
jo apni aanke bhigo kar bhi tumhe hasaa de…

Fraud shayari sms

RelationshipUnka Vishwas Mat Karo!
Jinki Bhavnaye Waqt Ke Sath Badal Jaye!
Vishwas Unka Karo Jinki Bhavnaye Waise
He Rahe Jab Aapka Waqt Badal Jaye..

dosh shayari in hindi

Sad SMSLog Dubte Hain To Samundar Ko Dosh Dete Hain
Manzile Na Mile To Kismat Ko Dosh Dete Hain
Khud To Sambhal Kar Chalte Nahi
Jab Lagti Hai Thokar To Patthar Ko Dosh Dete Hain…

Friday, 8 November 2013

sad sms shayri in hindi

Sad Hindi SMSKadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nahi Badte,
Dur Hone Se Dosti Ka Ahsas Nahi Marte,
Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamre Bech,
Par Koi Pal Nahi Jab Aapko Hum Yaad Nahi Karte…

Saturday, 2 November 2013

Bewafa Shari in hindi

Ye Ishq walo ki kismat buri hoti hai,
Har mulakat judai se judi hoti hai,
Kahi bhi dekh lena Azmakar,
Sacche pyar ko judai hi naseeb hoti hai…

Bewafa Shayri SMS

Zindagi bhut kuch sikhati hai,
Thoda rulati hai thoda hasati hai,
Khud se jyda kisi pe bharosa mat karna,
Kyunki andhere mai to parchai bhi sath chod jaati hai…

Bewafa Shayri

 Sher Shayari SMSJaane kyu log hamein aajmate hain,
Kuch pal saath rehne ke baad door chale jaate hain,
Sach hi kehte hain log sagar ke milne ke baad,
Log baarish ko bhul jaate hain…

Friday, 1 November 2013

Bewafa Shayari sms

Bewafa Shayari SMSHumne jise dil-o-jaan se jise chaha,
Us bewafa ne kisi aur ko chaha,
Pata nahi hum kyu unke liye fariyad karte hai,
Jo pyar ke bahane hume barbad karte hai…

Bewafa Hindi SMS

Agar Bhigne Ka Itna Hi Shaukh Hai Baarish Me,
To Dekho Meri Aankho Me,
Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti Hai,
Lekin Ye Aankhe Sirf Tumhare Liye Barasti Hai..

Bewafa SMS

Dil Ke Sagar Me Lehre Uthaya Na Karo,
Khwab Bankar Neend Churaya Na Karo,
Bahot Chot Lagti Hai Mere Dil Ko,
Tum Khwabo Mein Aa Kar Yu Tadpaya Na Karo….

Bewafa Shayri Sms

Pyar kya hota hai hum nehi jante
zindgi ko hum apna nahi mante
gum itna mila hai k ehsaas nahi
ab koi v pyar par hume viswas nahi…