Showing posts with label Hindi Sad shayari. Show all posts
Showing posts with label Hindi Sad shayari. Show all posts

Saturday, 15 February 2014

जाने कभी गुलाब लगती हे

जाने कभी गुलाब लगती हे
जाने कभी शबाब लगती हे
तेरी आखें ही हमें बहारों का ख्बाब लगती हे
में पिए रहु या न पिए रहु,
लड़खड़ाकर ही चलता हु
क्योकि तेरी गली कि हवा ही मुझे शराब लगती हे

Saturday, 14 December 2013

मे तोड़ लेता अगर तू गुलाब होती

Imageमे तोड़ लेता अगर तू गुलाब होती
मे जवाब बनता अगर तू सबाल होती
सब जानते है मैं नशा नही करता,
मगर में भी पी लेता अगर तू शराब होती!

पानी में विस्की मिलाओ

पानी में विस्की मिलाओ तो नशा चड़ता है,
पानी में रम मिलाओ तो नशा चड़ता है,
पानी में ब्रेंड़ी मिलाओ तो नशा चड़ता है,
साला पानी में ही कुछ गड़बड़ है…

Saturday, 23 November 2013

gam se bari shayri

Photo: Na milta gam to barbaadi ke afasaane
kaha jaate,
Duniya agar hoti chaman to wiraane
kaha jaate,
Chalo acha hua apno me koi gair to
nikla,
Sabhi agar hote apne to begane kaha
jaate.Na milta gam to barbaadi ke afasaane
kaha jaate,
Duniya agar hoti chaman to wiraane
kaha jaate,
Chalo acha hua apno me koi gair to
nikla,
Sabhi agar hote apne to begane kaha
jaate.

haalat ki ladai shayri

Photo: Lamhe judai ke bekarar kerte hai,
Haalat mere mujhe laachar karte
hai,
Aankhe meri pad lo kabhi,
Ham khud kaise kahe ki aapse
pyaar karte hai…
Lamhe judai ke bekarar kerte hai,
Haalat mere mujhe laachar karte
hai,
Aankhe meri pad lo kabhi,
Ham khud kaise kahe ki aapse
pyaar karte hai…

love shayari

''Aye Jindagi Kash Tu Hi
Ruth Jati Mujhse.......
Kyoki.......
Ye Ruthe Hue Log Ab
Mujhse Manaye Nahi
Jaate..........

forgeted shyri

Dard ShayariBhul jana use jo tumhe bhula de,
Mat dekhna use jo tumhe Rula de,
par kabhi na hona dur uss shaksh se,
jo apni aanke bhigo kar bhi tumhe hasaa de…

Fraud shayari sms

RelationshipUnka Vishwas Mat Karo!
Jinki Bhavnaye Waqt Ke Sath Badal Jaye!
Vishwas Unka Karo Jinki Bhavnaye Waise
He Rahe Jab Aapka Waqt Badal Jaye..

dosh shayari in hindi

Sad SMSLog Dubte Hain To Samundar Ko Dosh Dete Hain
Manzile Na Mile To Kismat Ko Dosh Dete Hain
Khud To Sambhal Kar Chalte Nahi
Jab Lagti Hai Thokar To Patthar Ko Dosh Dete Hain…

Tuesday, 12 November 2013

Gumbhari shayri


Palkon Mein Aansu Aur Dil Mein
Dard Soya Hai ,
Hansne Walo Ko Kya Pata Rone Wala
Kis Kadar Roya Hai ,
Ye To Bus Wohi Jaan Sakta Hai
Meri Tanhai Ka Aalam ,
Jisne Zindagi Mein Kisi Ko Pane
Se Pahle Khoya Hai . . !!

Friday, 8 November 2013

Sharabi shayri sms in hindi

Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se,
Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki Jam Se,
Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se…

Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya

Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,
Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya…

Kuch log peete hain gam bhoolane ko

Sharabi Shayari SMSKuch log peete hain gam bhoolane ko……
kuch log peete hain koi aur gam bhoolaane ko….
par ai dost ye kya………
hum to mahoal na milane ke gam mein peete hain…..

sad sms shayri in hindi

Sad Hindi SMSKadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nahi Badte,
Dur Hone Se Dosti Ka Ahsas Nahi Marte,
Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamre Bech,
Par Koi Pal Nahi Jab Aapko Hum Yaad Nahi Karte…

Saturday, 2 November 2013

Bewafa Shari in hindi

Ye Ishq walo ki kismat buri hoti hai,
Har mulakat judai se judi hoti hai,
Kahi bhi dekh lena Azmakar,
Sacche pyar ko judai hi naseeb hoti hai…

Hindi Shayri SMS

Sad Hindi SMSTum aaye zindgi me kahani ban kar,
Tum aaye zindgi me raat ki chandni ban kar,
Basa lete hai jinhe hum aankho me,
Wo aksar nikal jate hai aankho se paani ban kar… :(

Bewafa Shayri SMS

Zindagi bhut kuch sikhati hai,
Thoda rulati hai thoda hasati hai,
Khud se jyda kisi pe bharosa mat karna,
Kyunki andhere mai to parchai bhi sath chod jaati hai…

Friday, 1 November 2013

Sad Shayri sms

Har baat samjhane ke liye nahi hoti,
Zindagi aksar kuch paane ke liye nahi hoti,
Yaad aksar aati hai aapki,
Par har yaad jatane ke liye nahi hoti.

Dil shayri sms

Dil Se Dur Jinhe Hum Kar Na Sake
Paas Bhi Unhe Hum Kabhi Pa Na Sake
Mita Diya Pyar Jisne Hamara Dil Se
Hum Unka Naam Likh Kar Bhi Mita Na Sake…

Waqt Shayri sms

Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
kaun jane k hum kidhar jayenge….
Hum apki parchayi hain yaad rakhna,
jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge…