Showing posts with label Hindi Diwali Sms. Show all posts
Showing posts with label Hindi Diwali Sms. Show all posts

Friday, 1 November 2013

Diwali SMS

Muskarte hanste deep tum jalana,
Jivan main nai khushiyon ko lana,
Dukh dard apne bhool kar,
Sabko gale lagna, sabko gale lagna…

Diwali Sms

Diwali SweetsDiwali Ki Light
Karay Sab Ko Delight
Pakro Masti Ki Flight Aur
Dhoom Machao All Night

Diwali SMS

Happy Diwali 2013
Laxmi Aayegi Itni Ki Sab Jagah Naam Hoga,
Din Raat Vyapar Bade Itna Adhik Kaam Hoga,
Ghar Pariwar Samaj Me Banoge Sartaj,
Yehi Kamna Hai Hamari Aap Ke Liye
Diwali Ki Dhero Shubh Kamanaye… 

Deepawali Sms

Sabhko Diwali ki shubh kaamnaye
Hum dete hai aapko lakho duaye.
Naya varsh ho purane jaisa yaadgar,
Aap sabko mile apni khushiyon ka sansar…

Happy Diwali 2013 sms

Dosto se har lamhe me diwali hai,
Dosti ki ye dunia diwani hai,
dosto ke bina jindgi bekar hai,
dosto se hi to jindgi me bahar hai…
Happy Diwali 2013

Diwali shayri sms

Charo Aur Diya Jalaao,
Apne Ghar Ko Khub Sajaao
Aaj Ki Raat Pataakhen Bajaao,
Diwali Ko Achhi Tarah Manaao,
Happy Diwali…

Happy Diwali Sms

Muskarte hanste deep tum jalana,
Jivan main nai khushiyon ko lana,
Dukh dard apne bhool kar,
Sabko gale lagna, sabko gale lagna…
“Happy Diwali 2013“

Diwali Shayri sms

Koi Muskurata hai,
Kisi ke aasu behte hai,
Dosto saal me ek baar
Diye ka dil jalta hai aur
Log usiko Diwali kehte hai..